About Us

 Namaskar,

I am Ankit Tiwari 

 Aam Aadmi Auto 


Patna me job karta hu aur Brezza ZXI 2025 kharidi hai EMI pe. 


Ye blog isliye banaya kyunki car lene se pehle YouTube pe sab badhiya batate hain. Asli mileage, service cost, kami koi nahi batata. 


Yaha apna khud ka experience likhta hu. Bill ki photo, EMI ka hisab, Patna ke gaddho me gaadi kaisi chalti hai – sab sach.


Kisi company se paisa nahi liya. Jo khud jhela, wahi likha.


Brezza wale bhai ho to jud jao.

Comments

Popular posts from this blog

Maruti Brezza की फर्स्ट सर्विस सिर्फ ₹ 99 में

सबसे सस्ता Car Insurance: ₹2000 Se Shuru | Best Plans Compared

Brezza kaa average 13 से 18 कैसे किया, ये 3 गलतियां सुधारों